Rabu, 17 Oktober 2012

Dilwale Dulhania Le Jayenge

*************************************

DilWale Dulhania Le Jayenge

oleh Warawiri Khan pada 17 Oktober 2012 pukul 0:30 ·
Tu je de kha..**********
tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyar hota hai deewana sanam
tujhe dekha to yeh jaana sanam

# : tujhe dekha to yeh jaana sanam
pyar hota hai deewana sanam
ab yahan se kahan jaaye hum
teri baahon mein mar jaaye hum
tujhe dekha to yeh jaana sanam

lalalala. lalalalalalala. lalala

ankhen meri sapne teri dil mera yaaden teri
o mera hai kya(lalala) sab kuch tera(lalala) jaan teri saansei teri
meri aankhon mein aansu teri aa gaye
muskurane lage saare gham

back : #

yeh dil kahin lagta nahin
kya kahoon mein kya karoon
haan tu saamne(lalala) baithi rahe(lalala) main tujhe dekha karoon
tune aawaaz di dekh main aa gayi
pyaar se hai badi kya kasam

back : #

**************
CTRL + Q to Enable/Disable GoPhoto.it
CTRL + Q to Enable/Disable GoPhoto.it
CTRL + Q to Enable/Disable GoPhoto.it
Suka · · · Bagikan · Hapus


Tidak ada komentar :

Posting Komentar